in khwabo se ek tasvir banayi he
kash mil jau tujhse,yahi soch
har din chandni me raat gavayi he
kash mil jau tujhse,yahi soch
har din chandni me raat gavayi he
na dekha he wo chera
na he koi yaade
par ek tasvir banayi he
koi kalpanao se
dekhi un sapnoo me
jo teri ek jhalak se
wo ankhee, wo palke banayi he
teri ye tasvir banayi he
tere didar me raate sajayi he
mene bhi kai yaade banayi he
kisi kinare milunga,jab
sham bhi ruki hogi
lali uski har-kahi bikhri hogi
nazre ek dusre pe ake ruk jayegi
dhadkano ki awaaz bhi gunj ayegi
ankhoo se baat banne lagegi
tasvir ki khani sach lagne lagegi
ye raate ab bemani si lagti he, jab
rozz yhu sapno me atti ho
adhuri wo khani lagti he, jab
umeed me ye ankhee mich to jati he
par tute sapne se ankhee khul jati he
ab is tasvir ko rang de ja
meri raat ko subha ki kiran de ja
sapno me ane wali murat
us adhure sapne ko pura karja
kwabo ki duniya ke rang
meri duniya ko de ja
na he koi yaade
par ek tasvir banayi he
koi kalpanao se
dekhi un sapnoo me
jo teri ek jhalak se
wo ankhee, wo palke banayi he
teri ye tasvir banayi he
tere didar me raate sajayi he
mene bhi kai yaade banayi he
kisi kinare milunga,jab
sham bhi ruki hogi
lali uski har-kahi bikhri hogi
nazre ek dusre pe ake ruk jayegi
dhadkano ki awaaz bhi gunj ayegi
ankhoo se baat banne lagegi
tasvir ki khani sach lagne lagegi
ye raate ab bemani si lagti he, jab
rozz yhu sapno me atti ho
adhuri wo khani lagti he, jab
umeed me ye ankhee mich to jati he
par tute sapne se ankhee khul jati he
ab is tasvir ko rang de ja
meri raat ko subha ki kiran de ja
sapno me ane wali murat
us adhure sapne ko pura karja
kwabo ki duniya ke rang
meri duniya ko de ja
No comments:
Post a Comment